22 February, 2015

Sad SMS

Sad SMS
Hello Friends....Urdu Maza Online Provides A Large Variety Of Mobile SMS like Sad SMS,Funny SMS,Quotes,Friendship,Events,Holidays And Many Other Categories...Now Read , Enjoy And Share With Your Friends.....






Sad SMS  


----------------------------------------------------------

 

Al wida kehtey hoe


Al wida kahtay howay jab me ne us se talb ki koi nishani


wo muskra k bola mary judai hi kafi hai tujay rulanay k liye


Jo Qismat Mein Ni Milta



kabhi sajde kabhi aansu hazaron koshishen lekin,


jo qismat main nahin likha, wo rone se nahin milta


Kisi Ke Khamoshi



Saleeqa ho agar dard ko mehsoos karne ka


To kisi ki khamoshi bhi aksar baat karti hai

To: 

Muhabbat Ker Ke


Zara se baat par


tanha akelay chor jatay hain log


muhabbat kar kay logoun sey sambhali nai jaati


Elaje e Ishq


Elaje-e-Ishq Jo Pocha Main Ne Tabeeb Se

?

Dhemay Se Lehje Me Bola,


Zehar Piya Kro, Subhe, Dopehr, Sham
To: 

Intezar Us Ka


Aaj Phir Is Tanha raat Mein Intezaar Hai


Us Shakhs Ka


J0 Kaha Krta Tha,


Tum Se Bat Na Kroon To Neend Nahi Aati
To: 

Udas Logo ke Kahani


Btaoun tmhy kahani UdaS logoun ki


Gour krna yeah haStay boOht hain

To: 


Be Pannah Chahty Hai


Wo jo hamen be panah Chahty Thy


ub Ham sy Panah Chahty Hain

To: 

Aur Dard Hai


Bay basy hai udasi hai aur dard hai


Sb hai maray pass bus ek tum hi nahi ho

To: 

Mujh Chor Gya


Meri to MaNtEen AbHi Baqi thi


OR


Toh MjHy ChOr GiA

To: 

Kisi Ke Nazaron Mein


Khaas thay kabhi nazron men kisi ki hum bhi

Magar nazron ke taqazay badalnay men dair kahan

lagti hai

To: 

Dil Dukhya Kero


Dil dukhaya kro ijazat hay


Chor jany ki baat mat karna

To: 

Jab Garz Hoe


Jab gharz huwa tab pyar kiya


jab waqt mila tab yaad kiya


Ab or haqiqat kya likhon iss


doar ke mukhlis logon ki
To: 

Koi Saza De Mujh


Koi achi si saza do mujhe


Chalo aisa karo rula do mujhe.


Dil dukhya ho to moot aa jaye mujhe


Dil ki gahraiyo se ye dua do mujhe

To: 

Shikayat Le Ker


Shikayat ly kar gy thy us k diye howay dard ki


Dost Bhool gay hum apna gham usko khush dak kar.
To: 


0 comments:

Post a Comment